ONLINE CIRCUIT DESIGN KAISE KARE SATYA TECHNICAL GYAN

ONLINE CIRCUIT DESIGN KAISE KARE SATYA TECHNICAL GYAN

 WELCOME TO ABOUT ENGINEERING





Hello dosto Aaj hum es artical me janenege ki online circuit design kaise kare hai

dosto aaj mai aisa tarika bataunga jisase aap apne phone me hi kisi bhi prkar ka circuit  design bhi kar payenge aur sath hi sath Arduino simulation bhi aasani se kar payenge 

yadi aap ek engineering student hai  ya fir Arduino sikh rahe hai to aapke liye ye artical bahut hi helpfull sabit hoga es artical me mai bataunga ki aap apne phone se hi arduino per koi bhi project bana kara sikhana chahte hai to without hardware koi bhi project kaise bana sakte hain.

esase pahle hum yah jan lete hai ki hame online circuit design and simulation ki jararut kyo parti hai..?

jinke pass laptop ya pc hai wo log proteus per koi bhi project bana ke coding aur circuit ko check karane ke baad hi component ko kharidate hai aur phir apna project aasani se bana lete hai un logo ko koi problem nahi hoti baad me 

lekin without coding aur circuit check kiye ya  fir bina simulation ke hame pata nahi chal pata ki hamara circuit sahi ya galat jisase hame baad me problem ho jati hai aur hum galti se koi connection galat hone per hamari component kharab hone ka dar rahata hai esliye kisi bhi project ko banane se pahle usaka sahi circuit design karate hai aur sahi circuit design aur simulation ke liye hum kai alag-alag software ka use karate hai jiname se kuchh software free hai aur kuchh paid software bhi hai lekin hum sikhane ke liye free software ka hi use karate hai jiname se sabase achha ana free software  proteus hai.

Online Circuit Design Kaise karate hai

Sabse pahle hum apne phone ka google open karenge Aur  search karenge Tinkercad.com
aur open karenge to hame aisa page dikhega jaisa ki niche picture me dikhaya gaya hai
es pagr pe aane ke baad Create a personal account per click karenge aur next page pe chale jayenge





Es page per aane ke baad hum Sign with google per click karke apne gmail account se login kar lijiye






sign karne ke baad next page per chale jayenge aur yaha per nitche dikhe gaye image ke anusar Circuit per click karane ke baad Creat new project per click kare.
                                                        


Aab aap apna circuit design and simulation kar sakte hai 
circuit design karane ke liye sabase pahle hame pata hona chahiye ki hame kaun -kaun sa component project banane me lagega aur usake baad jo bhi component lage use hum  salect karke place kar lenge  jis prakar nitche diye gaye image me component ko place kiya gaya hai usi prkar place kar lijiye .






Post a Comment

Previous Post Next Post

asdss

b